Saturday, 23 July 2016

Facebook account kaise banaye

Hello dosto ummid hai aap ache hoge. Aaj me aapko bataoga ki Facebook par account kaise banate hai. Aaj ki tarik me agar kisi ki facebook par account nahi to iska matlab bo abhi bhi purane jamaane me ji raha hai.
Mera maanna hai ki kuch saalo me aesa hoga ki jiska account facebook par nahi hoga usko jivit hi nahi maana jayega ðŸ™‚
facebook par naya account registration kare

Facebook kya hai

 Ye ek social network site hai. Is par ham apna account bana kar apne Dosto se jude rha sakte hai. Facebook site duniya me sabse phele number par hai. Facebook 2004 me bani thi. Or ek baat ye bilkul free hai. To chaliye jante hai ki is par account kaise banate hai.

Facebook Par Account Banane ke liye kya kare

1. Sabse phele www.facebook.com par jao.

2. Jo registration form diya hai us ko bhare
  • Apna naam
  • Email id
  • Date of birth (Janm tithi)
  • Sari detail bharne ke baad continue par click kare
3. Ab apni email id khole us par Facebook se ek email aaya hoga aapki id ko verify karne ke liye.
Facebook se jo email aaye hai usko khole or conformation link par click kare to aap facebook par redirect hoge.
Aapka Facebook account teyaar hai.
Kuch bhi dikkat aaraid ho to comment karo, me apki madad jarur karuga.
Ye to Simple hamne sikha ki facebook par account kaise banate hai ab ham aage sikhege ki, Facebook par page kaise banate hai or jaanege facebook se related bhut si jaankari. to abhi ke liye bas itna hi. milte hai agle post me jabtak apna khayal rake or Internet ke bareme sikhte rahe or koi bhi sabaal ho to yaha puche Sabaal Jabaab.
Aapko ye jaankari kesi lagi comment ke jariye ye batana na bhile ðŸ™‚

0 comments:

Post a Comment