Hello Friends, hum sab jaante ki Facebook No.1 social network he. Aapni pehchan waloke saath jude rehne ke liye facebook bohot e badiya upay he. Facebook ke jariye hum bohot saara paisa v kama sekte he. Par kuchh log facebook ka galat istemal karte he...
Mujhe gussa he is baat ki Ledka log sabse jyada fake account kholte he. Ledka log hamesh ledkio ki nam pe account banate he or facebook me utpat machate he. Or mujhe khushi he is baatki ki abhitak mine kisi ledki ko kisi ledke ke nampe account banate huye nehi dekha he. Koi koi he jo aapni nam pe account na banake dusroki nampe banate he.
In sab accounts se bachna bohot jaruri he. Nehito hamari fb account v khatre me pad jaayegi. To chaliye jaante he ki kaise facebook account se bache...
Anjaan Friend Request
Aab Facebook Friendlist me friends ki number badane ki youdh chalte he. Kiske friendlist me kitna friends he log bas isiko dekhte he. friendlist me friends ki number badabe ki chakkar me sab bina kuchh soche samjhe friend request ko accept kar lete he. Aisa bilkul v na kare.
Kisi aanjan person agar aapko friend request veje to sabse pehle usko message karke puchhe ki wo aapko q friend request veje he. Agar tamij se jawab de to accept kare nehito friend request delete kar de. Friend request delete karne ke baad v aapse agar dubara friend request veje to usko Block kar de. Aisa karnese wo aapko kabhi v padeshan nehi kar paayegi or aapka account safe rahegi.
Profile Information
Facebook me kisi v aanjan person se Friendship karnese pehle uski Profile ko aachhi tarahse dekh le. Uski profile ki About option me jaake dekhe ki wo kaha rehte he, Kiya karte he, kahase padhai ki he etc. Agar kisi v information me doubt lage to uske barime google me search karke paata kare.
Facebook profile ko attractive karne ke liye sab aapneaap ko ONWER ya fir CEO batate he. Isliye uska AGE dekh lijiye. Agar AGE bohot kam he to usko Block kar dijiye.
Facebook Friend List
Facebook me kisise dosti karne se pehle uski Friend list ko check karna bohot jaruri he. Agar uski Friend list me jadatar wideshi log he to usko Block kar dijiye.
Facebook MUTUAL friends ka paata kariye. MUTUAL friends ke barime sawal kariye ki wo aapki REAL friends ko jaante he ye nehi. Agar koi v jawab me DOUBT lage to usko IGNORE kare.
Facebook Profile Picture
Facebook Fake account me log hamesha Attractive picture ka istemal karte he. Aise attractive profile picture dekhke kisiko friend request na veje to behtar rahega.
Kisiko friend request vejne se pehle uski 2 - 4 profile dekh lijiye. Agar sabhi picture match ho jaay tohi usko Friend request veja kare. Kisika friend request accept karnese pehle v aisa karna bohot jaruri he.
P*rn profile picture wala logoko friend requsest na veje. Agar aap aisa karte he to aapki account v bohot jald Block ho jaayegi.
Facebook Profile Timeline
Agar aapne kisiko add kar liya he to uski TIMELINE jarur check kar lijiye. Wo kis tarah ki post karte he ye jaanna aapke liye bohot jaruri he. Agar koi v galat post karte he to facebook me report karke usko Block kar de.
Uska activity jarur follow kariye. Q ki aisa v ho sekte he koi uski Timeline me galat post kar rahe he or wo uska koi v action nehi lete he to usko Block kar dijiye. Q ki ji real name pe account kholte he wo hamesha active rehte he aapni Timeline me.
Request
Agar aap kisiko add kar lete ho or wo uske baad aapse tarah tarah ki Request kare to usko Block karna hi thik rahega. Jeseki Phone number, Email ID, LOVE Relation ke liye request .
Agar aapse koi v kisi tarahki Galat request karte he to usko Block kar dijiye. Aapni Facebook ID me aapna Phone number kabhi v add mat kariyega . Agar facebook aaapka phone number verify karna chahe to uska Privacy ONLY ME karke rakhe. Aisa karne se aapki Phone number koi v nehi dekh paayegi.
Message
Fake id hamesha aapko pehle message karegi. Uski message ko thik se padiye. agar koi v ulta sidha baate kare to usko Block kar de.
Ashlil photo agar koi veje to usko s
0 comments:
Post a Comment