Friday, 22 July 2016

WordPress se free website Kaise banaye


WordPress Par Blog Kaise Banaye – Free Website Kaise Kare – Hindi Me
WordPress Par Blog Kaise Banaye WordPress Par Free Website Kaise Kare

Hello Bloggers, aaj hum apko WordPress Par Blog Kaise Banaye WordPress Par Free Website Kaise Kare sakhayenge. Jo ki aaj har koi new blogger ke man me aa raha hai. New bloggers ka yahi ek sawaal hota hai ki Blog kaise banaye ta website kaise kare /banaye. To unhe me batana chahunga ki blog/website 2 tarah ki hoti hai.



Blogger blog/Blogspot website
Worpress blog/Wordpress website
Agar apko Blogger blog/website ke bare mai janana hai to maine iske liye alag article banaya hai. Niche maine uski link di hui hai.

Read This : Blogger Par Blog Kaise Banaye Blogger Par Website Kaise Kare.
Read This : Blogspot Vs WordPress Kya Behtar Hai Kya Use Kare Jankari Hindi Me.
Agar aap wordpress par new hai to mai kahunga ki pahle aap worpress ke bare mai thik se jaan le ki wordpress hota kya hai. Wordpres kyon aur kis liye use karte hai.



Read : Blog Aur Website Mai Difference Kya Hai Blog Vs Website Jankari Hindi Me.
Is article mai me apko WordPress Par Blog Kaise Banaye WordPress Par Free Website Kaise Kare bataunga. WordPress par blog banana blogspot par blog banane jaisa hi hai. Bas fark sirf itna hai ki blogspot free hai but wordpress paid hai. Or is par blog banane ke liye aapko kisi hosting site se hosting leni padegi. To chaliye jaane step by step. Wordpress Par Blog Kaise Banaye – Free Website Kaise Kare.

Read : WordPress Ki Jankari – WordPress Kya Hai – Jane Hindi Me.
Sabse pahle apko chahiye hongi apki khud ki email ID. Agar hai to achchi baat hai agar nahi to pahle bana le.

Email ID hone ke baad comwebsite par jaye or create blog par click kare.
Aap ke samne naya page open hoga, isme Create blog pe click kijiye.
Create blog par click karte hi aapko koi theme choose karni hoti hai. Aap apni pasand se koi bhi theme choose karke select kare.
Ab Aapko wordpress free blog ke liye blog ka name select karna hai. Blogger me free blog me blogspot.com aata hai vaise hi wordpress.com aayega.
Apne blog ka name likhe.
Automatically wordpress.com ke sath domain set ho jayega.
Free ke Samne Select pe click kare.
Also Read : GoDaddy Se Domain Kaise Buy Kare.
Also Read : Web Hosting Kise Kahte Hai – WebHosting Ke Types Jankari Hindi Me.
Uske baad aapko plan ke liye puchha jayega. Select Free Plan par click kare.
Ab ek naya page open hoga isame aapki details add karni hai.
Apna email address bhare jisse aap wordpress blog banana chahate hai.
Username select kare.
Strong password banaye.
Create account par click kare.
Also Read : Kaun Si Web Hosting Companies Se WebHosting Kharide Hindi Me.
Aapka wordpress par blog ban gaya hai. Ab aapke email par email verify ka mail aaya hoga. Email inbox me ja kar wordpress message mai link par click karke verify kar sakte ho.

Mujhe umeed hai apko ye article accha laga hoga. Apne dosto ke sath aisi jankariya jarur share kare jo blogging me interest rakhte hai. Ye post ko un tak Jarur pahunchaye.

www.KaiseKare.in ke bare mai unhe jarur bataye.

WordPress Par Blog Kaise Banaye – Free Website Kaise Kare – Jankari Hindi Me.



Ye kuch important aticles jarur padhiye.

Blogging Kaise Kare | Full Guide.
Computer Mai Wampserver Install Kaise Kare – Jankari Hindi Me.
Blogging Mai Blogger Kaun Si Mistakes Na Kare – Jankari Hindi Me.
Website Ko Alexa Rank Mai Show Kaise Kare – Site Ranking Hindi Me.
Tags: Worpress Par Blog Kaise Banaye, Free Website Kaise Kare. Worpress Free Website Kaise Kare, WordPress Par Free Blog Kaise Banaye.

0 comments:

Post a Comment